SONG: Ek Nahi Kai Janmo Ka - एक नहीं कई जन्मों का

Ek Nahi Kai Janmo Ka - एक नहीं कई जन्मों का

LYRICS:
ek nahi kai janmo ka tera mera sath hain ek nahi kai janmo ka tera mera sath hain jag samjhe kya samjhe jag samjhe preet humari nayi baat hain janmo ka nahi, sadiyo ka tera mera sath hain janmo ka nahi, sadiyo ka tera mera sath hain tune mujhe ha maine tune mujhe jaan liya ye badi baat hain ek nahi kai janmo ka tera mera sath hain tu deep hain main hu teri baati tu na hota to main kahan jati tu deep hain main hu teri baati re tu na hota to main kahan jati o ek duje ke sahare gujre din rain humare ho ek duje ke sahare gujre din rain humare tune mera ha maine tune mera sath diya ye badi baat hain ek nahi kai janmo ka tera mera sath hain janmo ka nahi, sadiyo ka tera mera sath hain ek tu hi to dukh mera bujhe tu na ho to na kuch mohe sujhe ek tu hi to dukh mera bujhe re tu na ho to na kuch mohe sujhe o phul mile ya kaante wahi meet jo dukh sukh baathe phul mile ya kaante wahi meet jo dukh sukh baathe tune mujhe ha maine tune mujhe apna kaha ye badi baat hain ek nahi kai janmo ka tera mera sath hain ek nahi kai janmo ka tera mera sath hain jag samjhe kya samjhe jag samjhe preet humari nayi baat hain janmo ka nahi, sadiyo ka tera mera sath hain janmo ka nahi, sadiyo ka tera mera sath hain tune mujhe ha maine tune mujhe jaan liya ye badi baat hain ek nahi kai janmo ka tera mera sath hain ek nahi kai janmo ka tera mera sath hain tera mera sath hain o tera mera sath hain