SONG: Ek Matwala Aaj Chala Apni Manzil Ko - एक मतवाला आज चला अपनी मंजिल को

Ek Matwala Aaj Chala Apni Manzil Ko - एक मतवाला आज चला अपनी मंजिल को

LYRICS:
ek matwala aaj chala apni manzil ko ek matwala aaj chala apni manzil ko kismat ne aasan kiya hai har muskil ko in aankho me jhum rahe hai sapne in aankho me jhum rahe hai sapne gale milenge has has kar sab apne aaj ye dil pa lega apno ki mahfil ko ek matwala aaj chala apni manzil ko jisne in ankho ko pyar sikhaya jisne in ankho ko pyar sikhaya jisne pyar ka pehala git sunaya aaj unske kadmo pe rakh dunga is dilko ek matwala aaj chala apni manzil ko tufano ki god me kismat kheli khub ladi maujo se jan akeli char kadam par dekh araha hu ab sahil ko ek matwala aaj chala apni manzil ko kismat ne aasan kiya hai har muskil ko