SONG: Ek Lafz Mohabbat Ka - भीखा बात अधम की भीखा बात अधम की

Ek Lafz Mohabbat Ka - भीखा बात अधम की भीखा बात अधम की

LYRICS:
bhikha baat adham ki bhikha baat adham ki kahan sunan ki nahi jo jane so kahe nahi jo kahe so jane nahi ek lafz mohabbat ka adna ye afsana hai ek lafze mohabbat ka adna ye afsana hai simate to dile aashiq faile to jamana hai ek lafz mohabbat ka adna ye afsana hai aankho me nami si hai chup chup se vo baithe hai najuk si nigaho me najuk sa fasana hai ek lafz mohabbat ka adna ye afsana hai ye ishq nahi aasan itna hi samjh lijiye ek aag ka dariya hai aur dub ke jana hai ek lafze mohabbat ka adna ye afsana hai dil sange malamat ka har chand nishana hai dil fir bhi mera dil hai dil hi to jamana hai ek lafze mohabbat ka adna ye afsana hai aashu to bahut se hai aankho me jigar le ke bind jaye so moti hai reh jaye so dana hai ek lafze mohabbat ka adna ye afsana hai simate to dile aashiq faile to jamana hai ek lafze mohabbat ka adna ye afsana hai