SONG: Ek Ladka Ghar Se Nikal Gaya - एक लड़का घर से निकल गया

Ek Ladka Ghar Se Nikal Gaya - एक लड़का घर से निकल गया

LYRICS:
ek ladka ek ladki ek ladka ghar se nikal gaya ek ladki ghar se nikal gayi dunia se dono dur chale dono ki dunia badal gayi ek ladka ek ladki ek ladka ghar se nikal gaya ek ladki ghar se nikal gayi dunia se dono dur chale dono ki dunia badal gayi ek ladka ek ladki dono umar ke kachche the dil unka bilkul bachcha tha dono umar ke kachche the dil unka bilkul bachcha tha wo lakh bahane karte the par pyar unka sachcha tha dil unka bilkul bachcha tha aa gayi jawani ki aandhi la la la la ho la la la aa gayi jawani ki aandhi bulbul bulbul fisal gayi dunia se dono dur chale dono ki dunia badal gayi ek ladka ek ladki ek ladka ghar se nikal gaya ek ladki ghar se nikal gayi dunia se dono dur chale dono ki dunia badal gayi ek ladka ek ladki armano ki rangini me wo hasne hasane ko nikle armano ki rangini me wo hasne hasane ko nikle dil me pritam ka pyar basa sansar basane ko nikle armano ki rangini me wo hasne hasane ko nikle armano ki rangini me wo hasne hasane ko nikle dil me pritam ka pyar basa sansar basane ko nikle dil me pritam ka pyar basa sansar basane ko nikle wo hasne hasane ko nikle wo hasne hasane ko nikle phulo par titli udti thi phulo par titli udti thi unki bhi tabiyat machal gayi dunia se dono dur chale dono ki dunia badal gayi ek ladka ek ladki ek ladka ghar se nikal gaya ek ladki ghar se nikal gayi dunia se dono dur chale dono ki dunia badal gayi ek ladka ek ladki jab kabhi bahare aayengi dekhega zamana khidki se ladki manegi ladke se ladka manega ladki se jab kabhi bahare aayengi dekhega jamana khidki se ladki manegi ladke se ladka manega ladki se dekhega zamana khidki se dekhega zamana khidki se dunia me preet aisi jodi la la la la ho la la la dunia me preet aisi jodi ek ore ore nikal gayi dunia se dono dur chale dono ki dunia badal gayi ek ladka ek ladki ek ladka ghar se nikal gaya ek ladki ghar se nikal gayi dunia se dono dur chale dono ki dunia badal gayi ek ladka ek ladki