SONG: Ek Khoobsurat Ladki, Mere Nahi

Ek Khoobsurat Ladki, Mere Nahi

LYRICS:
ek khoobsurat ladki meri nayi mulaqati ek khoobsurat ladki meri nayi mulaqati ho sakta hai kal banjaye wo zindgi ka sathi ek naujwan ladka mera naya mulaqati ek naujwan ladka mera naya mulaqati ho sakta hai kal banjaye wo zindgi ka sathi wo ladki ho tum maine jab tumko paya tumhe dil diya dil ki mallika banaya bade pyar se pyar karna sikhaya sitam bhi sahe or gale bhi lagaya sitam bhi sahe or gale bhi lagaya ek naujwan ladka mera naya mulaqati ek naujwan ladka mera naya mulaqati ho sakta hai kal ban wo zindgi ka sathi wo ladke ho tum jo mere dil ko bhaye bahare liye mere khwabo me aaye mohabbat bane or khyalo pe chhaye naye raste zindgi ke dikhaye naye raste zindgi ke dikhaye ek khoobsurat ladki mere nayi mulaqati ek khoobsurat ladki mere nayi mulaqati ho sakta hai kal ban wo zindgi ka sathi ek naujwan ladka mera naya mulaqati ho sakta hai kal ban wo zindgi ka sathi