SONG: Ek Kali Nazon Ki Pali - एक कली नाज़ों की पली

Ek Kali Nazon Ki Pali - एक कली नाज़ों की पली

LYRICS:
ek kali naazo ki pali ek kali naazo ki pali rahti thi sadaa gulzaaro me ek kali naazo ki pali ek kali naazo ki pali rahti thi sadaa gulzaaro me charchaa thaa uske yauvan kaa charchaa thaa uske yauvan kaa nile aakaash ke taaro me charchaa thaa uske yauvan kaa nile aakaash ke taaro me ek din khel rahi thi hans hans ke haa haa haa haa haa haa haa haa ek din khel rahi thi hans hans ke rang birange phulo me ek din khel rahi thi hans hans ke rang barage phulo me jhul rahi thi jhulaa daale pushplata ke jhulo me jhul rahi thi jhulaa daale pushplata ke jhulo me itne me ek bhanware ne us kali se nain milaaye itne me ek bhanware ne us kali se nain milaaye naino ki bhaashaa me jaane kyaa kyaa bhed bataaye naino ki bhaashaa me jaane kyaa kyaa bhed bataaye kali jo hans kar phul bani tab bhanwaraa aa gayaa paas kali jo hans kar phul bani tab bhanwaraa aa gayaa paas chhin bhar me phir chin liyaa sab rang rup aur baas chhin bhar me phir chin liyaa sab rang rup aur baas