SONG: Ek Jurm Karake Hamane Chaahaa Thaa Muskuraanaa - एक जुर्म करके हमने चाहा था मुस्कुराना

Ek Jurm Karake Hamane Chaahaa Thaa Muskuraanaa - एक जुर्म करके हमने चाहा था मुस्कुराना

LYRICS:
ek jurm karke humne ek jurm karke humne chaha tha muskurana chaha tha muskurana, chaha tha muskurana marne na de mohabbat, marne na de mohabbat jeene na de zamana, jeene na de zamana hum betalluqi ki rasme nibha denge rasme nibha denge hum betalluqi ki rasme nibha denge par tum na yaad karna, par tum na yaad karna par tum na yaad aana, par tum na yaad aana ye sochkar bujha di khud shama aarzu ki ye sochkar bujha di khud shama aarzu ki shayad ho roshani me, shayad ho roshani me mushkil najar milana, mushkil najar milana jab ashk pee liye hai, jab hoth si liye hai jab hoth si liye hai jab ashk pee liye hai, jab hoth si liye hai tab puchhti hai duniya, tab puchhti hai duniya mujhse mera fasana, mujhse mera fasana ek jurm karke humne ek jurm karke humne chaha tha muskurana chaha tha muskurana, chaha tha muskurana marne na de mohabbat, marne na de mohabbat jeene na de zamana, jeene na de zamana