SONG: Ek Jungli Tota Zaalim - एक जंगली तोता जालिम

Ek Jungli Tota Zaalim - एक जंगली तोता जालिम

LYRICS:
ek jungli tota ek jungli tota zaalim chonch maar gayo re kaachi kaachi ambiya bigaad gayo re ek jungli tota ek jungli tota zaalim chonch maar gayo re kaachi kaachi ambiya bigaad gayo re ek jungli tota bagiya me anjir paki hai, aur paki narangi bagiya me anjir paki hai, aur paki narangi morsare ke ped lage hai, mahue lage hai dangi mahue lage hai dangi par bairi dekho par bairi dekho amrayi ujaad gayo re kaachi kaachi ambiya bigad gayo re ek jungli tota phulwari mahke, bulbul mahke chatke chet gulab re phulwari mahke, bulbul mahke chatke chet gulab re is paapi ko kuch na bhaye sabkuch kare kharab re sabkuch kare kharab re ye lobhi langda ye lobhi langda phulwari ujaad gayo re kaachi kaachi ambiya bigad gayo re ek jungli tota oat chunayi baad lagayi, upar baandhi jaaali oat chunayi baad lagayi, upar baandhi jaaali ropan lekar main khud baithi karne ko rakhwali karne ko rakhwali par jane kaise par jane kaise julmi gota maar gayo re kaachi kaachi ambiya bigad gayo re ek jungli tota ek jungli tota zaalim chonch maar gayo re kaachi kaachi ambiya bigaad gayo re kaachi kaachi ambiya bigaad gayo re kaachi kaachi ambiya bigaad gayo re