SONG: Ek Hi Baat Zamaane Ki Kitaabon Men Nahin - एक ही बात ज़माने की किताबों में नहीं

Ek Hi Baat Zamaane Ki Kitaabon Men Nahin - एक ही बात ज़माने की किताबों में नहीं

LYRICS:
ek hi baat zamane ki kitabo me nahi ek hi baat zamane ki kitabo me nahi jo gam-e-dost me nasha hai sharabo me nahi ek hi baat husn ki bhikh na maangenge na jalwo ki kabhi husn ki bhikh na maangenge na jalwo ki kabhi hum fakiro se milo khul ke hijabo me nahi hum fakiro se milo khul ke hijabo me nahi ek hi baat har jagah phirte hai aawara khyaalo ki tarah har jagah phirte hai aawara khyaalo ki tarah ye alag baat hai hum aapke khwaabo me nahi ye alag baat hai hum aapke khwaabo me nahi ek hi baat na dubo sagaar-o-meena me ye gam ae faaqir na dubo sagaar-o-meena me ye gam ae faaqir ke makaam inka dilo me hai sharabo me nahi ke makaam inka dilo me hai sharabo me nahi ek hi baat zamane ki kitabo me nahi ek hi baat