SONG: Ek Hasinaa Thi, Ek Diwaanaa Thaa - एक हसीना थी,एक दीवाना था

Ek Hasinaa Thi, Ek Diwaanaa Thaa - एक हसीना थी,एक दीवाना था

LYRICS:
romeo juliet, laila majnu sheeri aur farhaan inka sachcha ishk jamane ko ab tak hai yaad yaad yaad mujhe aaya hai aise dilbar ka naam jisne dhokha dekar naam-ae-ishk kiya badnaam yahi hai saybaan kahani pyar ki kisi ne jaan li, kisine jaan di ek hasina thi, ek deewana tha kya umar, kya sama, kya jamana tha ek hasina thi hasina thi, ek deewana tha deewana tha kya umar, kya sama, kya jamana tha ek din wo mile, roj milne lage ek din wo mile, roj milne lage phir mohabbat hui, bas kayamat hui kho gaye tum kaha, sunke ye daasta log hairan hai, kyunki anjaan hai ishk ki wo gali, baat jiski chali uss gali me mera aana jana tha ek hasina thi, ek deewana tha kya umar thi, kya sama tha, kya jamana tha ek hasina thi, ek deewana tha us hasin ne kaha us hasin ne kaha, suno jane wafa ye falak ye jami, tere bin kuchh nahi tujhpe marti hu main, pyar karti hu main baat kuchh aur thi, wo nazar chor thi uske dil me chhupi chaah daulat ki thi pyar ka wo fakat ek bahana tha ek hasina thi, ek deewana tha kya umar thi, kya sama tha, kya jamana tha ek hasina thi, ek deewana tha bewafa yaar ne apne mehboob se, aisa dhokha kiya aisa dhokha kiya, aisa dhokha kiya aisa dhokha kiya, jaher usko diya dhokha dhokha dhokha dhokha, jaher usko diya mar gaya wo jawa mar gaya wo jawa, ab suno daasta janm leke kahi, phir wo pahucha wahi shakl anjaan thi, ab wo hairan thi samna jab huwa samna jab huwa, phir wahi sab huwa uspe ye karz tha, uska ye farz tha farz ko karz apna chukana tha