SONG: Ek Hasin Nigah Ka Dil Pe Saya Hai (Female)

Ek Hasin Nigah Ka Dil Pe Saya Hai (Female)

LYRICS:
ek haseen nigah ka dil pe saaya hai ek haseen nigah ka dil pe saaya hai jadoo hai junoon hai kaisi maya hai yeh maya hai ek haseen nigah ka dil pe saaya hai jadoo hai junoon hai kaisi maya hai yeh maya hai paaon ke tale kabhi dil padaa mile agar choom ke uthaiye, khoob dekh bhalkar khoob dekh bhalkar jo koi poochh le to kya, raah se uthaya hai ek haseen nigah ka dil pe saaya hai ek haseen nigah ka dil pe saaya hai jadoo hai junoon hai kaisi maya hai yeh maya hai chali gayi jo manchali pukarunga gali gali woh leke dil meri zindagi chali chali udhar chali woh roothi roothi rehti hai bahut bahut manaya hai woh roothi roothi rehti hai bahut bahut manaya hai ek haseen nigah ka dil pe saaya hai ek haseen nigah ka dil pe saaya hai jadoo hai junoon hai kaisi maya hai yeh maya hai teri neeli aankhon ke bhanwar bade haseen hai doob jaane do mujhe yeh khwabon ki zameen hai utha do apni palkon ko, yeh parda kyon giraya hai ek haseen nigah ka dil pe saaya hai ek haseen nigah ka dil pe saaya hai jadoo hai junoon hai kaisi maya hai yeh maya hai.