SONG: Ek Hasin Ladki Se Ho Gaya Hai - एक हसी लड़की से हो गया है मुझे प्यार

Ek Hasin Ladki Se Ho Gaya Hai - एक हसी लड़की से हो गया है मुझे प्यार

LYRICS:
ek hasi ladki se ho gaya hai mujhe pyar dil mera dhadka hai aaj pehli bar ek hasi ladki se ho gaya hai mujhe pyar dil mera dhadka hai aaj pehli bar chha gayi hai nazro pe kar gayi hai bekrar aaj kar dunga main pyar ka izhaar ya ek hasi ladki se ho gaya hai mujhe pyar dil mera dhadka hai aaj pehli bar chha gayi hai nazro pe kar gayi hai bekrar har ghadi rehta hai uska hi intzaar karte hai hum bhi tumse pyar karte hai hum bhi tumse pyar karte hai hum bhi tumse pyar kar liya pyar ka ikrar ab tum hi kaho hum kaise jiye bin tere yaar karte hai hum bhi tumse pyar kaise guzarte hai din tanha dilbar tumse kaise kahe bechaini har pal tadpaye dur nazar se kaise rahe jab chahe sine se lagale tum dhadkan ke paas raho har pal hum mehsus kar sake banke tum ehsas raho chaha hai tumko sau sau baar chaha hai tumko sau sau baar karte hai hum bhi tumse pyar ab tumhi kaho hum kaise jiye bin tere yaar karte hai hum bhi tumse pyar karte hai hum bhi tumse pyar karte hai hum bhi tumse pyar kar liya pyar ka ikrar ab tum hi kaho hum kaise jiye bin tere yaar karte hai hum bhi tumse pyar dil ka aalam kya hai bataye tumse ae mehbub mere raj-ae-mohabbat kaise chhupaye tumse ae mehbub mere janeja dil ki chahat se humne kab inkaar kiya armano ki duniya mil gayi tumpe sab kuchh waar diya bin tere jina hai dushwar bin tere jina hai dushwar kar liya pyar ka ikrar ab tum hi kaho hum kaise jiye bin tere yaar karte hai hum bhi tumse pyar karte hai hum bhi tumse pyar kar liya pyar ka ikrar ab tum hi kaho hum kaise jiye bin tere yaar bin tere yaar bin tere yaar bin tere yaar bin tere yaar