SONG: Ek Gadi Idhar Se Hamari Chali, Ek Gadi Udhar - एक गाड़ी इधर से हमारी चली, एक गाड़ी उधर

Ek Gadi Idhar Se Hamari Chali, Ek Gadi Udhar - एक गाड़ी इधर से हमारी चली, एक गाड़ी उधर

LYRICS:
ek gadi idhar se hamari chali ek gadi udhar se tumhari chali ek gadi idhar se hamari chali ek gadi udhar se tumhari chali takraayi to jalim ye dunia hasi or kehne lagi dilo ke takra jane ko mohabbat kehte hai lala dilo ke takra jane ko mohabbat kehte hai lala mohabbat kehte hai lala mohabbat kehte hai lala dilo ke takra jane ko mohabbat kehte hai lala bade ban than ke hum nikle bade saj dhaj ke wo nikle bade ban than ke hum nikle bade saj dhaj ke wo nikle najar ke platform per kuch wo fisle kuch hum fisle najar ke platform per kuch wo fisle kuch hum fisle hui takkar apas me to bole dekhne wale dilo ke takra jane ko mohabbat kehte hai lala dilo ke takra jane ko mohabbat kehte hai lala ajab gadi hai ye babu ajab iska chalaana hai ajab gadi hai ye babu ajab iska chalaana hai musafir jo bhi aa baithe kahe usko diwana hai musafir jo bhi aa baithe kahe usko diwana hai na patri hai na station hai jaha takraye jungle hai na driver hai na gaurd hai na babu hai tikat wala dilo ke takra jane ko mohabbat kehte hai lala dilo ke takra jane ko mohabbat kehte hai lala are o dekhne walo ne jisko tair kar dekha are o dekhne walo ne jisko tair kar dekha ye gadi chal padi dekho idhar dekho idhar dekho yaha siti nahi bajti yaha jhandi nahi hilti wahi ruk jata hai injan dikha jo daal me kaala dilo ke takra jane ko mohabbat kehte hai lala dilo ke takra jane ko mohabbat kehte hai lala mohabbat kehte hai lala mohabbat kehte hai lala