SONG: Ek Gabroo Budhaadhu Ko Dekho - एक गबरू बुढाऊ को देखो

Ek Gabroo Budhaadhu Ko Dekho - एक गबरू बुढाऊ को देखो

LYRICS:
hey sunata hu mazra ek aashiq adhed avval majnu ka jo karta tha dawa ek jimedar bap hone ka huya ye ki ek din usne socha ki apne bete ki shadi khana aabadi karwa du ki bin ma ke bache ki ye bhi tamana jald se jald puri karwa du ek din banthan ke matwala wo dilwala nikla sher karne ko mil gayi nadiya kinare machhuo ki rani jo aayi thi paniya bharne ko phir kya huya hey salo what happend dono ke nain mile haye dilo ke gate khule haye pyar ki bate huyi haye aur mulakate huyi haye ishq ke chkarle ko haye bana ghanchkar wo to haye jalaya khud ka chulha banna chaha khud dulha sari duniya ko bhula shohrat ijat ko bhula jimedar ko bhula bete ki shadi ko bhula ek gabru arey gabru buddhu ko dekho pyar ho gaya ek gabru buddhu ko dekho pyar ho gaya dhalti jawaniya me pyar ho gaya haye haye dhalti jawaniya me kya hal ho gaya haye haye dhalti jawaniya me kya hal ho gaya ek gabru buddhu ko dekho pyar ho gaya jaga budhapa aur soyi jawani jaga budhapa aur soyi jawani dil me baitha li ek dilbar jani ek machhuo ki rani wo to rani ka diwana mastana ho gaya wo to rani ka diwana mastana ho gaya ek gabru buddhu ko dekho pyar ho gaya haye haye dalti jawaniya me kya hal ho gaya ishq me ban gaya akal ka andha suja nahi haye use duja koi dhandha andha re andha arey banda re banda arey andha hu re mohabbat me banda ishq me ban gaya akal ka andha suja nahi haye use duja koi dhandha wo to wo to ishq ke akhade ka phalwan ho gaya wo to ishq ke akhade ka phalwan ho gaya ek gabru buddhu ko dekho pyar ho gaya haye haye dalti jawaniya me kya hal ho gaya haye aage na dekha aur pichhe bhi na dekha upar na dekha aur niche bhi na dekha aage na dekha aur pichhe bhi na dekha upar na dekha aur niche bhi na dekha uske sare kunbe ka bantadhar ho gaya uske sare kunbe ka bantadhar ho gaya ek gabru buddhu ko dekho pyar ho gaya haye haye dalti jawaniya me kya hal ho gaya