SONG: Ek Ek Tinke Par Yu Kab Tak Insano Ka Khun Bahega - एक एक तिनके पे यूँ कब तक इंसानों का खून बहेगा

Ek Ek Tinke Par Yu Kab Tak Insano Ka Khun Bahega - एक एक तिनके पे यूँ कब तक इंसानों का खून बहेगा

LYRICS:
kya ye garib inshan jahan me jine ke hakdar nahi jaise tumhi duniya ke khuda ho aur koi palanhar nahi ek ek tinke par yu kab tak inshano ka khun bahega aakhir is duniya me hamesha kaun raha hai kaun rahega ek ek tinke pe kab tak inshano ke hatho aakhir bikta rahega inshan kab tak maa bahano ki ijjat se yu khelenge ye haiwan kab tak aur kaha tak takatwar ka jor chalega aakhir is duniya me hamesha kaun raha hai kaun rahega ek ek tinke pe kab tak jungle ke badal takrayenge aman ke parcham lehrayenge ho ke rahegi aisi sahar bhi jis se andhere mit jayenge jis se andhere mit jayenge