SONG: Ek Ek Ankh Teri Sawa Sawa Lakh Di Kali Kali - एक एक आंख तेरी सवा सवा लाख दी काली काली

Ek Ek Ankh Teri Sawa Sawa Lakh Di Kali Kali - एक एक आंख तेरी सवा सवा लाख दी काली काली

LYRICS:
ek ek ankh teri ek ek ankh teri sawa sawa lakh di kali kali ankhiyo me bijli chamakti ye julfe hai o ye julfe hai badal kale mere dil pe barsane wale tikhe tikhe balma ne tikhe tikhe balma ne dekha hans hans ke pyar wala jal tha nigahe gayi fas re na aur koi haye na aur koi mujhko chura le mujhe rakhna laga ke tale lal lal gal pe jo dekh liya til re gore gore kadmo me phenk diya dil re hans ke utha lungi pyar wala dil re meri hi ye chij thi jo mujhe gayi mil re hans ke utha lungi pyar wala dil re meri hi ye chij thi jo mujhe gayi mil re mujhe gayi mil re ek ek ankh teri sawa sawa lakh di kali kali ankhiyo me bijli chamakti ye julfe hai o ye julfe hai badal kale mere dil pe barsane wale duniya me aashiqo ka pehla ye asul hai aashiqi me duniya se darna fijul hai mang ka sindur tere charno ki dhul hai tere liye marna bhi mujhko kabul hai mang ka sindur tere charno ki dhul hai tere liye marna bhi mujhko kabul hai mujhko kabul hai khet dhan ke raja chori chori milne aaja khet dhan ke raja chori chori milne aaja khet dhan ke raja chori chori milne aaja khet dhan ke raja chori chori milne aaja