SONG: Ek Do Teen Char Bhaiya Bano Hoshiyar - एक दो तीन चार भईया बनो होशियार

Ek Do Teen Char Bhaiya Bano Hoshiyar - एक दो तीन चार भईया बनो होशियार

LYRICS:
ek do teen char ek do teen char bhaiya bano hoshiyar ek do teen char bhaiya bano hoshiyar sabka hai kahna anpadh na rahna jao guru ji ke dwar ek do teen char bhaiya bano hoshiyar sabka hai kahna anpadh na rahna jao guru ji ke dwar ek do teen char patti likhna copy bhi padhna patti likhna patti likhna copy bhi padhna sare jug me cham cham chamakna o mere bhaiya pyare bhaiya fir to pahnoge phulo ke har ek do teen char bhaiya bano hoshiyar sabka hai kahna anpadh na rahna jao guru ji ke dwar ek do teen char shaitani tum jyada na karna shaitani shaitani tum jyada na karna pandit ji ke gusse se darna mere bhaiya ho ache bhaiya nahi to khaoge beto ki mar ek do teen char bhaiya bano hoshiyar sabka hai kahna anpadh na rahna jao guru ji ke dwar ek do teen char padh kar sidhe ghar ko hi aana padh kar sidhe padh kar sidhe ghar ko hi aana mithe mithe laddu bhi khana o mere bhaiya ho mere mithe bhaiya fir mai lungi balaiya hazar ek do teen char bhaiya bano hoshiyar sabka hai kahna anpadh na rahna jao guru ji ke dwar ek do teen char