SONG: Ek Do Dus Upar Se Aai Bus, Gudiya Chalaye Motar - एक दो दस ऊपर से आई बस, गुड़ियाँ चलाये मोटर

Ek Do Dus Upar Se Aai Bus, Gudiya Chalaye Motar - एक दो दस ऊपर से आई बस, गुड़ियाँ चलाये मोटर

LYRICS:
ek do das upar se aayi bas ek do das upar se aayi bas ek do das upar se aayi bas ek do das upar se aayi bas gudia chalaye motar budiya ne khayi thokar hum bhi kahe tum bhi kaho hue barah ek do das upar se aayi bas ek do das upar se aayi bas geography me raste tedhe hamko dikha diye hai hamko dikha diye hai or history ne shahi ghode dekho dauda diye hai dekho dauda diye hai dil na lage hamara apna sabak hai pyara hum bhi kahe tum bhi kaho hue barah ek do das upar se aayi bas ek do das upar se aayi bas times kitni buri bala hai atam bana ke choda atam bana ke choda dunia ki har ek khushi ko kyu gum bana ke choda kyu gum bana ke choda hame ye nahi gawara apna sabak hai pyara hum bhi kahe tum bhi kaho hue barah ek do das upar se aayi bas ek do das upar se aayi bas kehna hamara mano bhaiya engilsh ki chhodo git pit engilsh ki chhodo git pit darte sar ye bani hui hai aapas me hogi khit pit aapas me hogi khit pit chamke hai nicha tara hum bhi kahe tum bhi kaho hue barah ek do das upar se aayi bas ek do das upar se aayi bas ek do das upar se aayi bas ek do das upar se aayi bas gudia chalaye motar budiya ne khayi thokar hum bhi kahe tum bhi kaho hue barah ek do das upar se aayi bas ek do das upar se aayi bas