SONG: Ek Din Tumne Kaha Tha Ji - एक दिन तुमने कहा था जी

Ek Din Tumne Kaha Tha Ji - एक दिन तुमने कहा था जी

LYRICS:
ek din tumne kaha tha ji hum tumhare aur tum humare aur hum tumhare ek din tumne kaha tha ji hum tumhare aur tum humare aur hum tumhare bhul gaye sab baate apni bhul gaye sab baate apni kaha gaye wo vaade tumhare ji vaade tumhare ji, vade tumhare ek din tumne kaha tha ji hum tumhare aur tum humare aur hum tumhare chandani raato me jo tumne humne mahal banaya tha jo mahal banaya tha chand sitaro se jise humne tumne sajaya tha ja ha sajaya tha us din tumne ye kaha tha us din tumne ye kaha tha tum ho humari rani hum hai raja tumhare raja tumhare ji raja tumhare ek din tumne kaha tha ji hum tumhare aur tum humare aur hum tumhare wo pyari pyari mithi mithi baate kaha gayi baate kaha gayi wo din sunhare, suhani raate kaha gayi raate kaha gayi hum to apna ghar chhod aaye the tere sahare ji tere sahare ji tere sahare ek din tumne kaha tha ji hum tumhare aur tum humare aur hum tumhare ab to biti baate piya yaad na karo yaad na karo ab to bhul humari raja maaf bhi karo maaf bhi karo hum to jiyenge ji hum to marenge ji sath tumhare ji sath tumhare ek din tumne kaha tha ji hum tumhare aur tum humare aur hum tumhare