SONG: Ek Din Sapne Me Dekha Sapna - एक दिन सपने में देखा सपना

Ek Din Sapne Me Dekha Sapna - एक दिन सपने में देखा सपना

LYRICS:
ek din sapne me dekha sapna, kya arre woh jo hai na amitabh apna, bachchan han mai amitabh ho gaya, ho sapne me dekha sapna market se out huwa, logo ko doubt huwa meri vajah se woh gaya gaya gaya gaya kismat toh badali, kya kahu really mai amitabh ho gaya, ho sapne me dekha sapna daye me hema malini, baye pe jinat aman samne rekha, pichhe jo dekha daye me hema, baye pe jinat samne rekha, pichhe jo dekha, toh kya huwa ratna khadi thi hath me chhadi thi dekhte dekhte mai bhag raha tha dekha mai jag raha tha, ho sapne me dekha sapna ha ha ek aur yad aaya, sunaau ek din sapne me dekha sapna arre woh jo hai na mistar pele apna, cosmos? kehte khiladi hai, bada anari hai mere sath match ho gaya, gaya gaya gaya gaya arre mara jo chhakka toh catch ho gaya football me cricket, ha kaha na sapne me dekha sapna, ho sapne me dekha sapna aur ek, ek din chhoti si dekhi sapni, sapni woh jo hai naa lata apni lata ga rahi thi, mai table pe tha woh mukhde pe thi, mai antare pe tha tal kaha ,sum kaha, tum kaha, ham kaha tal kaha ,sum kaha, tum kaha, ham kaha tirkit dhum nargad dhum tirkit dhum nargad dhum tum ham tum lataphat, pataphat, narakat, karamat ta thai thai ta ta thai thai ta thaiya thaiya thai takat dhum takat dhum takat dhnya sapne me dekha sapna, ho sapne me dekha sapna, ha