SONG: Ek Din Pehle Bhi Aaya Tha - एक दिन पहले भी आया था

Ek Din Pehle Bhi Aaya Tha - एक दिन पहले भी आया था

LYRICS:
ek din pahle bhi aaya tha aaya tha yahi tufan aaya tha yahi tufan ? so gaye the mere sab arma aaj phir chhede hai kisne dil ki khamoshiyo ke taar kaun karta hai kisi ka intzaar intzaar khidkiyo ke paar sahmi si khidkiyo ke paar sahmi si kahdi hai raat kyu jami ke daman pe bikhri yu agar barsat kyun kya koi, kya koi aayi jo darwaze pe dene ko pukar kaun karta hai mere armano ki aankhe aaj kaise nam huyi, nam huyi kiski saanse hai hawa me jo meri humdam huyi dil ki ye bechain dhadkan kyu bani hai hahakaar kaun karta hai kisi ka intzaar intzaar jayega tufan kab aur kab khilegi chandni jayega tufan kab aur kab khilegi chandni kya andhere dhrenge phir se bhut ki kiran kis de puchhu, kis de puchhu kyu hua hai aaj ye dil bekarar kaun karta hai kisi ka intzaar intzaar