SONG: Ek Din Hatimtai Se Kisi Ne Puchha - एक दिन हातिमताई से किसी ने पूछा

Ek Din Hatimtai Se Kisi Ne Puchha - एक दिन हातिमताई से किसी ने पूछा

LYRICS:
ek din haatim-e-tai se kisi ne puchha kyu musibat me giraftaar tu rahata hai sada dusaro ke liye kyu firata hai maara maara bola kuch nahi jaanta hu iske siwa jab yaha se jaaunga mai aur kya le jaaunga jab yaha se jaaunga mai aur kya le jaaunga ek neki ek bhalaai ek dua le jaaunga jab yaha se jaaunga mai aur kya le jaaunga chaar din ki jindagaani aur duniya chand roj chaar din ki ye? hai jisme rahna chand roj kyun na kar jaau jahaa me naam apna chand roj kyun na kar jaau jahaa me naam apna chand roj ek apna naam ya? jaaunga jab yaha se jaaunga mai aur kya le jaaunga ek neki ek bhalaai ek dua le jaaunga jab yaha se jaaunga mai aur kya le jaaunga maut ke tufaan me insaan jab bah jaayega heera moti sona chaandi ab yahi rah jaayega jaate jaate jaane wala bas yahi kah jaayega jaate jaate jaane wala bas yahi kah jaayega mai yaha laaya tha kya aur saath kya le jaaunga jab yaha se jaaunga mai aur kya le jaaunga ek neki ek bhalaai ek dua le jaaunga jab yaha se jaaunga mai aur kya le jaaunga khaak ka putala hu aur mai khaak me mil jaaunga beej jaise bounga waise hi phal mai paaunga ab nahi socha to marte dum bahut pachhataaunga ab nahi socha to marte dum bahut pachhataaunga daaman-e-hasti gunaaho se bhara le jaaunga jab yaha se jaaunga mai aur kya le jaaunga ek neki ek bhalaai ek dua le jaaunga jab yaha se jaaunga mai aur kya le jaaunga jab yaha se jaaunga mai aur kya le jaaunga