SONG: Ek Din Arman Bhara Dil Ulfat Se Do Char Hua - एक दिन अरमान भरा दिल उल्फत से दो चार हुआ

Ek Din Arman Bhara Dil Ulfat Se Do Char Hua - एक दिन अरमान भरा दिल उल्फत से दो चार हुआ

LYRICS:
ek din ek arman bhara dil ek din ek arman bhara dil ulfat se do char hua ek din ek arman bhara dil ek nayi duniya jo dekhi us duniya se pyar hua ek din ek arman bhara dil haskar kan me aasha boli ye sab duniya teri hai tere liye hi zindagi maine charo aur bikheri hai paake sahara aasha ka dil paake sahara aasha ka dil jine ko tyar hua ek din ek arman bhara dil ek din kismat dil se boli pal raha hai mushkil tu dekh raha hai khwab suhane pagle nahi is kabil tu haye lakh kaha kismat na mani haye lakh kaha kismat na mani kahna sab bekar hua ek din ek arman bhara dil pyar ka mara dil bechara kismat ko na sambhal saka apni dunia dekh saka na apna aap sambhal saka tut gaya kismat ka mara tut gaya kismat ka mara marna bhi dushwar hua ek din ek arman bhara dil ek din ek arman bhara dil ulfat se do char hua ek din ek arman bhara dil