SONG: Ek Din Aayega Tu Yun Gaayega - तेरी आँखें अब होंगी न कभी नम

Ek Din Aayega Tu Yun Gaayega - तेरी आँखें अब होंगी न कभी नम

LYRICS:
teri aankhein abb hongi na kabhi nam tu jo dekh le toh bhula doon main saare ghum tu jo chaahe toh badlega mausam yeh jo pal hain inhein khushiyon se bhar lo tum woh bitein din unhein yaad phir se kar lo tum tu jo chaahe toh badlega mausam, ke dil tu rona nahi yeh khwaab adhure nahi, yeh armaan saaye tere honge poore kabhi ek din aayega tu yun gaayega aa aa aah rona nahi, rona nahi, rona nahi, rona nahi, khwaab adhure nahi, dil tu rona nahi, ke dil tu rona nahi yeh khwaab adhure nahi, yeh armaan saaye tere, honge pure kabhi ek din aayega tu yun gaayega aa aa aah dil tu rona nahin, khwaab adhure nahi dil tu rona nahin, khwaab adhure nahi ek din aayega ho ho