SONG: Ek Dil Hamare Paas Hai Nilam Karega Phir Apne Ghar - एक दिल हमारे पास है नीलम करेगा फिर अपने घर

Ek Dil Hamare Paas Hai Nilam Karega Phir Apne Ghar - एक दिल हमारे पास है नीलम करेगा फिर अपने घर

LYRICS:
ek dil ek dil hamare pas hai nilam karega fir apne ghar me baith ke aram karega ek dil hamare pas hai nilam karega fir apne ghar me baith ke aram karega samhja raha hu pyar se, isko mahino se fir bhi ye nada fir bhi ye nada ja ulajhat hai hasino se hum abhi abhi hum abhi abhi iska intzam karega fir apne ghar me baith ke aram karega ek dil hamare pas hai nilam karega fir apne ghar me baith ke aram karega achha nahi hai dil kisi ka leke mukarna hamre gale me haske bahe dal do warna achha nahi hai dil kisi ka leke mukarna hamre gale me haske bahe dal do warna ham gali gali ham gali gali aapko badnam karega fir apne ghar me baith ke aram karega ek dil hamare pas hai nilam karega fir apne ghar me baith ke aram karega ye dil mohabbat wala hai ye dil to bhola bhala hai ye dil do hi ka gala hai ye dil to sabse aala hai le lo ye jane wala hai jane wala hai jane wala hai jo lega ise dunia me nam karega fir apne ghar me baith ke aram karega ek dil hamare pas hai nilam karega fir apne ghar me baith ke aram karega ek dil hamare pas hai nilam karega fir apne ghar me baith ke aram karega ek dil ek dil ek dil ek dil ek dil