SONG: Ek Dhundhla Sa Mohabbat - एक धुंधला सा मोहब्बत

Ek Dhundhla Sa Mohabbat - एक धुंधला सा मोहब्बत

LYRICS:
Ek dhundhlaa aa saa mohabbat ka hai naqsha baaqi ee ek dhundhlaa aa saa mohabbat ka hai naqsha baaqi ab na hasrat hai koi aur na tamanna baaqi ab na hasrat hai koi aur na tamanna baaqi hum rahen yaa na rahen zikr-e-wafa hotey hain aen hum rahen yaa na rahen zikr-e-wafa hotey hain aen aen naam to reh gaya duniya mein hamesha baaqi ahd-e-raat khizaaon ne mujhe loot liya aa aa ahd-e-raat khizaaaaaon ne mujhe loot liya aa aa dil ke veeraan gulistaan mein hai ab kya baaqi dil ke veeraan gulistaan mein hai ab kya baaqi ek dhundhlaa aa saa mohabbat ka hai naqsha baaqi