SONG: Ek Dheema Zeher - एक धीमा जहर

Ek Dheema Zeher - एक धीमा जहर

LYRICS:
ek dheema zeher ban gaya hai kahar ek nasur hai roz badhta gaya ya khuda ya khuda ye dahez ka andha kua ya chita koi yaha sab dhua besharm aankhe ho chuki hai behaya hai lahu zubaan ne chakh liya rishto ko jaise das liya doli uthegi jaane kab bhadkegi aag zinda hai zinda hai marke bhi yaha andha hai andha hai yaha saara jaha zinda hai zinda hai marke bhi yaha andha hai andha hai yaha saara jaha kyo zindgi ki chaah mein bikhri padi hai raah mein kuchle pade phoolo si beti aaj bhi hai mitiyo ki wo ladi haatho mein aisi ladi aankho mein kyu hai bebasi ki ye nami zinda hai zinda hai marke bhi yahan andha hai andha hai yaha sara jaha zinda hai zinda hai marke bhi yaha andha hai andha hai yaha saara jaha kya koyi nahi jo tok de ye jo jurm hai use rok de ye hawas kaha le jayegi socho jara wo jo baarisho ki talash mein lekar katora haath mein nikle hai beto sang roko unhe dhandha hai dhandha hai sadiyo se yaha andha hai andha hai yaha saara jaha dhandha hai dhandha hai sadiyo se yaha andha hai andha hai yaha sara jaha