SONG: Ek Daur Naya Duniya Me Shuru - एक दौर नया दुनिया में शुरू

Ek Daur Naya Duniya Me Shuru - एक दौर नया दुनिया में शुरू

LYRICS:
ek daur naya duniya me shuru bacho ke kadam se hoga badnam ho jisse desh apna wo kam na humse hoga ek daur naya duniya me shuru bacho ke kadam se hoga badnam ho jisse desh apna wo kam na humse hoga ye ram aur shri krishan ki dharti dharti budh mahan ki dharti budh mahan ki jug jug se is mitti ne agwahi ki insan ki agwahi ki insan ki ye desh hai arjun bhim ka raana partap se vir ka kuch kar ke dikhayenge kuch kar ke dikhayenge hum bhi kuch apne bhi dam se hoga badnam ho jisse desh apna wo kam na humse hoga yaha tulsi sur kabir aur meera amar tarane ga gaye amar tarane ga gaye kalidas aur kavi vidhya kati amrit ras barsa gaye amrit ras barsa gaye ye janam bhumi tagore ki sab kaviyo me sirmor ki kuch kar ke dikhayenge kuch kar ke dikhayenge hum bhi kuch apne bhi dam se hoga badnam ho jisse desh apna wo kam na humse hoga yaha lala lazpatraye ne uthkar dushman ko lalkara tha dushman ko lalkara tha mard maratha tilak yahi par singh saman dahaada tha singh saman dahaada tha aaye subhas aaye gandhi chali desh prem ki ek aandhi kuch kar ke dikhayenge kuch kar ke dikhayenge hum bhi kuch apne bhi dam se hoga badnam ho jisse desh apna wo kam na humse hoga ek daur naya duniya me shuru bacho ke kadam se hoga badnam ho jisse desh apna wo kam na humse hoga