SONG: Ek Darbaan Hai - एक दरबान है

Ek Darbaan Hai - एक दरबान है

LYRICS:
sab vyapar hai kaarobar hai mauka hai saamne tu bhi taiyar hai tere aage mehal aalishan hain bas darwaze pe ek darbaan hai ek darbaan hai ek darbaan hai baadshah sadhkon ka tu sadkein hi teri taqdir hai dakhila unche makanon mein kuch thekedaron ki jaagir hai ek annar hai sau beemar hain is kusoor pe chalta bazaar hai tere aage mehal aalishan hain bas darwaze pe ek darbaan hai ek darbaan hai ek darbaan hai baadshah sadkon ka tu sadkein hi teri taqdeer hai dakhila unche makanon mein kuch thekedaron ki jagir hai.