SONG: Ek Chumma To Banta Hai - एक चुम्मा तो बनता है

Ek Chumma To Banta Hai - एक चुम्मा तो बनता है

LYRICS:
o madam goggle waali don't go yun deke gaali aan aan... o madam goggle waali don't go yun deke gaali (mmmuaaah!) haan gundon se chhudaya hai maine tujhe bachaya hai gundon se chhudaya hai maine tujhe bachaya hai haan puch le saamne janta hai ek chumma... ek chumma... ik chumma toh banta hai ek chumma... ek chumma... ek chumma toh banta hai (mmmuaaah!) meri jaan idhar udhar daale kyun mujhpe nazar mujhe toh lage lage teri fitrat se darr jaan main jaanu jaanu teri sari saazishein poori na hongi hongi teri farmaaishein wallah.. teri hasratein wallah.. teri harqatein wallah.. teri fitratein wallah, wallah, wallah, wallah! o oonchi sandal wali taali pe maar taali aan... o oonchi sandal wali taali pe maar taali (mmmuaaah!) haan gundon se chhudaya hai maine tujhe bachaya hai haan puch le saamne janta hai ik chumma... ek chumma... ik chuma toh banta hai ek chumma... ek chumma... ik chuma toh banta hai ye sitam tera tera tera hai manzoor re ye bata mera mera mera kya kusoor re tujhe kyun apni jawaani ka hai ghuroor re teri aankhon mein chaya chaya hai suroor re wallah.. teri jafa wallah.. mujhe hai pata wallah.. na kar khata wallah, wallah, wallah, wallah! o madam kaajal waali mujhe na samajh mawali aan.. o madam kaajal waali mujhe na samajh mawali (mmmuaaah!) haan gundon se chhudaya hai maine tujhe bachaya hai gundon se chhudaya hai maine tujhe bachaya hai haan puch le saamne janta hai ek chumma... ek chumma... ik chumma toh banta hai ek chumma... ek chumma... ek chumma toh banta hai