SONG: Ek Chote Se Balam Ne Ek Bake Se Balam Ne Luti Hai Duniyaa Humari - इक छोटे से बलम ने एक बांके से बलम ने लुटी है दुनिया हमारी

Ek Chote Se Balam Ne Ek Bake Se Balam Ne Luti Hai Duniyaa Humari - इक छोटे से बलम ने एक बांके से बलम ने लुटी है दुनिया हमारी

LYRICS:
ik chote se balam ne banke se balam ne luti hai duniya hamari luti hai duniya hamari ik chote se balam ne banke se balam ne luti hai duniya hamari luti hai duniya hamari chain bhi luta aram bhi luta dikha ke suratiya pyari chain bhi luta aram bhi luta dikha ke suratiya pyari ik chote se balam ne banke se balam ne luti hai duniya hamari luti hai duniya hamari babul mora doctor bulaye maiya bulae hakeem babul mora doctor bulaye maiya bulae hakeem kaun kahe in anjaano se meri asal bimari kaun kahe in anjaano se meri asal bimari ik chote se balam ne banke se balam ne luti hai duniya hamari luti hai duniya hamari mere bhi dil nit dole sajaniya khwab se nikla jae mere bhi dil nit dole sajaniya khwab se nikla jae jaisi halat hai tumhari o gori waisi halat hai humari jaisi halat hai tumhari o gori waisi halat hai humari ik chote se balam ne banke se balam ne luti hai duniya hamari luti hai duniya hamari koi hamare saiyaan ko lae aajaye dil ko karar koi hamare saiyaan ko lae aajaye dil ko karar vo hi hai mere dard ka daru mai hu birha ki mari vo hi hai mere dard ka daru mai hu birha ki mari ik chote se balam ne banke se balam ne luti hai duniya hamari luti hai duniya hamari