SONG: Ek Chhoti Si Naukri Ka Talabgar Hu Main - एक छोटी सी नौकरी का तलबगार हूँ मै

Ek Chhoti Si Naukri Ka Talabgar Hu Main - एक छोटी सी नौकरी का तलबगार हूँ मै

LYRICS:
ek chhoti si naukri ka talabgar hu mai ek chhoti si naukri ka talabgar hu mai tumse kuch or jo mangu to gunehgar hu mai ek chhoti si naukri ka talabgar hu mai ek so athwi arzi meri armano ki ek so athwi arzi meri armano ki karlo manjur ki bekari se bezar hu mai tumse kuch or jo mangu to gunehgar hu mai ek chhoti si naukri ka talabgar hu mai mai kal calector na banu or na banunga afsar mai kal calector na banu or na banunga afsar apna babu hi banalo mujhe bekar hu mai ek chhoti si naukri ka talabgar hu mai maine kuch ghas nahi kati kiya b a pass maine kuch ghas nahi kati kiya b a pass o samjhadar samjh lo ke samjhdar hu mai tumse kuch or jo mangu to gunehgar hu mai ek chhoti si naukri ka talabgar hu mai khel sab khele hai footbal me kaptan bhi tha khel sab khele hai footbal me kaptan bhi tha fir se maidan me aane ko bhi taiyar hu mai ek chhoti si naukri ka talabgar hu mai pyari maa choti bahan jidnagi hai rog jinhe pyari maa choti bahan jidnagi hai rog jinhe lok parlok mere sar pe hai majhdar hu mai ek chhoti si naukri ka talabgar hu mai fadak rahi hai dayi aanhk ye achha hai sagun fadak rahi hai dayi aanhk ye achha hai sagun ha jo ho jaye to is par se us par hu mai tumse kuch or jo mangu to gunehgar hu mai ek chhoti si naukri ka talabgar hu mai ek chhoti si naukri ka talabgar hu mai