SONG: Ek Chai Ki Pyali Ek Chai Banane Wali - एक चाय की प्याली एक चाय बनाने वाली

Ek Chai Ki Pyali Ek Chai Banane Wali - एक चाय की प्याली एक चाय बनाने वाली

LYRICS:
ek chai ki pyali ek ek ek chai ki pyali chai bnane wali ek ek ek chai ki pyali na lambi bas jaisi hona ho kismat ki wo heti na thigni is kadar koke meri malum ho beti na lambi ho lambi ho na itni feti ho ke rail ka fatak bhi sharmaye na itni dubli ho ke haddi pasli tak najar aaye na dubli ho na dubli ho kayi khubio wali tirchi tirchi tirchi najro wali gori gori gori gori ho ya kali aye do jaha ke wali mil jaye to fir ek ek ek chai ki pyali ek ek ek chai ki pyali na ho bimar itni doctor rozana ghar aaye na itni tandrusht ho khate khate mujhko kha jaye na ho bimar wo na ho bimar wo na itni kali ho ke dil mera kadwa masala ho na gori is kadar ho ke jamana chahne wala ho na gori ho na gori ho nazo ki wo pali tirchi tirchi tirchi najro wali gori gori gori gori ho ya kali aye do jaha ke wali mil jaye to fir ek ek ek chai ki pyali ek chai banane wali ek ek ek chai ki pyali