SONG: Ek Bholi Bhaali Gaon Kee Rani - एक भोली भाली गाँव की रानी

Ek Bholi Bhaali Gaon Kee Rani - एक भोली भाली गाँव की रानी

LYRICS:
ek bholi bhaali gaon ki rani jiski kahani aao sunaye suno ek bholi bhaali gaon ki rani jiski kahani aao sunaye suno pake dhan ka khet khada balkha khake lehraye odh chunriya haryali ki dhrti hai muskaye wahan bani ek sundar kutiya mahalo ko sharmaye usme rahti ek matwali sundar rani uski kahani aao sunaye suno kutiya hi sab kuch hai uski kutiya ki sab kuch hai wo aate jate rahi pate aage badhne ki himmat ko gaon ki rani piya ke patni baithe bichhaye aankho ko sanjh dip ne mila diye aur dekh raha is madhur milan ko aisi gaon ki rani jiski kahani aao sunaye suno nid padi ke jadu ne jab luta diye sapne anmol lagi lutne sari duniya apni man mast mein dol nid padi ke jadu ne jab luta diye sapne anmol lagi lutne sari duniya apni man mast mein dol par haye vidhata rup badal kar gaon ki aangan aayi bhole bhale mukhde dekhe apne aap se wo sharmaye par haye vidhata rup badal kar gaon ki aangan aaye bhole bhale mukhde dekhe apne aap se wo sharmayi jo kuch karna tha karna aur chinga uthi jaag re duniya kal pad gaya kal kal pad gaya kal kal pad gaya kal ek bholi bhaali gaon ki rani jiski kahani aao sunaye suno ek bholi bhaali gaon ki rani jiski kahani aao sunaye suno par hay vidhata rup badal kar gaon ki aangan aayi bhole bhale mukhde dekhe apne aap se wo sharmayi jo kuch karna tha karna aur chinga uthi jaag re duniyan kal pad gaya kal kal pad gaya kal kal pad gaya kal dakan jogan aayi pisachni chhayi ghata kali kali re maut pisach prley ragni baaj rahi matwali re mila khatme gaao salona gam ne manayi dipawali re shanti gayi sukh chain gaya sone se bhare wo khet kahan dakan jogan dakan jogan aayi pisachan chhayi ghata kali kali re kahan gayi wo saaj suhani kahan panchhiyo ka gana kaha gaya wo madhur milan aur kaha khushi se bhara jamana kyo uge ho ab tum chand salone kya lene ab aaye sitare chale gaye wo chhod ke duniya jinko the tum bade hi pyare har gaon ki tuti diware kahti hai aaj kahani meri god me bani samadhi kitni kutiya kitni rani