SONG: Ek Bewfa Ko Dil Kaa Sahara Samajh Liya - एक बेवफ़ा को दिल का सहारा समझ लिया

Ek Bewfa Ko Dil Kaa Sahara Samajh Liya - एक बेवफ़ा को दिल का सहारा समझ लिया

LYRICS:
ek bewfa ko dil ka sahara samajh liya patthar ko humne, aankh ka tara samajh liya ek bewfa ko dil ka sahara samajh liya dushman ko humne, jaan se pyara samajh liya apna hi tha kasur jo, tufan me ghir gaye o apna hi tha kasur jo, tufan me ghir gaye ek mouj thi ke jisko kinara samajh liya patthar ko humne, aankh ka tara samajh liya jadubhari nigah ke dhokhe me aa gaye jadubhari nigah ke dhokhe me aa gaye bhule se apne dil ko tumhara samajh liya dushman ko humne, jaan se pyara samajh liya ek bewfa ko dil ka sahara samajh liya dushman ko humne, jaan se pyara samajh liya