SONG: Ek Bechara Pyar Ka Mara - एक बेचारा प्यार का मारा

Ek Bechara Pyar Ka Mara - एक बेचारा प्यार का मारा

LYRICS:
ek bechara ha, pyaar ka maara ha raho me teri dekh pada hai daal de jaana u u zulfo ka saaya ek bechara ha, pyaar ka maara ha raho me teri dekh pada hai daal de jaana u u zulfo ka saaya daaman na bachaao, nazre na churao behosh kar ke hosh me to laao daaman na bachaao, nazre na churao behosh kar ke hosh me to laao diwaana ban chuka hu afsana na banaao ek bechara ha, pyaar ka maara ha raho me teri dekh pada hai daal de jaana u u zulfo ka saaya pahalu me bitha lo, aankho me chhupa lo ai shah-e-hasina bismil ki dua lo pahalu me bitha lo, aankho me hhupa lo ai shah-e-hasina bismil ki duaa lo kab tak rahoge tanha saathi koyi bana lo ek bechara ha, pyaar ka maara ha raho me teri dekh pada hai daal de jaana u u zulfo ka saaya