SONG: Ek Bechara Bachpan Tha - एक बेचारा बचपन था

Ek Bechara Bachpan Tha - एक बेचारा बचपन था

LYRICS:
ek bechara bachpan tha aur bachpan paar jawani suno ek maina ki kahani ek maina ki kahani suno ek maina ki kahani ek maina ki kahani bachapan ke nire chhan ginti thi ek kali khili aur phul bani maina ki masum nigahe muskurai to bhul bani fir chandi ki chaund dekh kar mamta nata tod gayi door kahi se bas maina gulshan ko rota chhod gayi sone ke shasan mein duni suno ek maina ki kahani ek maina ki kahani maina ko pinjare mein chhod kayi yaad jaha ko chhod gaya potar tanhai se man om rista jod gaya bida mein jo phul bani uske paas hai jawani suno ek maina ki kahani ek maina ki kahani fir ek udta panchhi aaya us ghar ki deewaro mein kuch hasrat ke phul hanse mayus huye guljaro mein dekh ke us panchhi ki surat apni jaan lut baithi man ka mit samjh kar usko naina dhokha kha baithi patthar ke panchhi ne uske man ki pid na jani suno ek maina ki kahani ek maina ki kahani