SONG: Ek Bade Baap Ki Beti Kal Ghar Ke Munsi Sang Dekha Gul Mil Batiya Karte - एक बड़े बाप की बेटी को कल घर के मुंशी संग देखा घुल मिल बतिया करते

Ek Bade Baap Ki Beti Kal Ghar Ke Munsi Sang Dekha Gul Mil Batiya Karte - एक बड़े बाप की बेटी को कल घर के मुंशी संग देखा घुल मिल बतिया करते

LYRICS:
ha wo bhi kya din the bhala jab laz banti nariya ha gair ke saye se bhi karti thi parda dariya kya kare ab is tarah bigdi jamane ki hawa log parde or ghunghat ko kahe bimariya ek bade bap ki beti ko kal ghar ke munsi sang ek bade bap ki beti ko kal ghar ke munsi sang are dekha ghul mil batiya karte or jamate rang ke lag gai aag jamane ko ke lag gai aag jamane ko ek bade bap ki beti ko kal ghar ke munsi sang are dekha ghul mil batiya karte or jamate rang ke lag gai aag jamane ko ke lag gai aag jamane ko aji shahar se aai b a pas aji shahar se aai b a pas karegi gaw ka styanash aji shahar se aai b a pas karegi gaw ka styanash chale yu unchi sandal dal hans ki jaise kauwa chal chale yu unchi sandal dal hans ki jaise kauwa chal are surat patli nahkre mote batia bedhang ke lag gai aag jamane ko ek bade bap ki beti ko kal ghar ke munsi sang are dekha ghul mil batiya karte or jamate rang ke lag gai aag jamane ko ke lag gai aag jamane ko suno ab us munsi ka hal lage bhai surat se kangal suno ab us munsi ka hal lage bhai surat se kangal kaha se aaye coat patlun sasur ka khata hoga mal kaha se aaye coat patlun sasur ka khata hoga mal kaha se aaye coat patlun sasur ka khata hoga mal are ye notanki dekh ke bhaiya gaw hai sara dang ke lag gai aag jamane ko ke lag gai aag jamane ko ek bade bap ki beti ko kal ghar ke munsi sang are dekha ghul mil batiya karte or jamate rang ke lag gai aag jamane ko ke lag gai aag jamane ko nagar me hota aisa pap na dekhenge hum to chup chap nagar me hota aisa pap na dekhenge hum to chup chap hai uske baap ki unchi nak chalo us nak pe dale khak ek sath sab chale to karde uska huliya tang ek sath sab chale to karde uska huliya tang ke lag gai aag jamane ko ke lag gai aag jamane ko