SONG: Ek Baat Sun Matwale Kehte Hai Najar Ke Pyale - एक बात सुन मतवाले कहते है नज़र के प्याले

Ek Baat Sun Matwale Kehte Hai Najar Ke Pyale - एक बात सुन मतवाले कहते है नज़र के प्याले

LYRICS:
ek bat tu sun matvale kahte hai najar ke pyale khona na hosh hona madhosh masti me jhum ne vale ek bat tu sun matvale kahte hai najar ke pyale khona na hosh hona madhosh masti me jhum ne vale apne liya jiya jo kis kam ka vo jita kuch to mita bata le tu jindangi ki lila solo se khel dukh dard khel hona bhi hai jo hole ek bat tu sun matvale kahte hai najar ke pyale khona na hosh hona madhosh masti me jhum ne vale ek bat tu sun matvale botal me mai nahi hu arman ka lahu hai par bat jindagi ki par bat aarju hai duniya hai nag mastane jaag kyu apna raj khole ek bat tu sun matvale o ho aa ha kahte hai najar ke pyale khona na hosh hona madhosh masti me jhum ne vale ek bat tu sun matvale dil to hai tera dusman bato me tu na aana koi naya hai insan badlega jo jamana sunle re meet hai uski jeet himmat se kam jo le o ho aa ha ek bat tu sun matvale kahte hai najar ke pyale khona na hosh hona madhosh masti me jhum ne vale ek bat tu sun matvale