SONG: Ek Baat Hai Kahne Ki Aankho Se Kahne Do - एक बात है कहने की आँखों से कहने दो

Ek Baat Hai Kahne Ki Aankho Se Kahne Do - एक बात है कहने की आँखों से कहने दो

LYRICS:
ek baat hai kahne ki aankho se kahne do ek baat hai kahne ki aankho se kahne do bhad jayegi betabi rahne do rahne do ek baat hai kahne ki aankho se kahne do diwane pe aankhe utha na mere gul tumhi mere parwane tumhi mere bulbul diwane pe aankhe utha na mere gul tumhi mere parwane tumhi mere bulbul par kahna ek gul ka bulbul na samjha to ek baat hai kahne ki aankho se kahne do bhad jayegi betabi rahne do rahne do ek baat hai kahne ki aankho se kahne do ghata udi udi hawa pyari pyari mohabbaat me deti hai maza bekarari ghata udi udi hawa pyari pyari mohabbaat me deti hai maza bekarari chaliye ji dil dil ka afsana samjha do ek baat hai kahne ki aankho se kahne do bhad jayegi betabi rahne do rahne do ek baat hai kahne ki aankho se kahne do mohabbaat ke rango se bhar gaya mausam hume milte dekha to thehar gaya mausam mohabbaat ke rango se bhar gaya mausam hume milte dekha to thehar gaya mausam par humko mausam bhi diwana samjha to ek baat hai kahne ki aankho se kahne do bhad jayegi betabi rahne do rahne do ek baat hai kahne ki aankho se kahne do