SONG: Ek Baar Suno Sarkaar Mera Dil Dhak Dhak - एक बार सुनों सरकार मेरा दिल धक् धक्

Ek Baar Suno Sarkaar Mera Dil Dhak Dhak - एक बार सुनों सरकार मेरा दिल धक् धक्

LYRICS:
ek baar suno sarkar ek baar suno sarkar mera dil dhak dhak dhak dhak mera dil dhak dhak dhak dhak mera dil dhak dhak karta hai sau baar kaha bekar sau baar kaha bekar bata kyo bak bak bak bak bata kyo bak bak karta hai mast ada ki machhli teri aankho me balkhaye hai dekh ke jisko, dil ka bagla gash kha ke, gir jaye hai ajab hai iski haalat ye na jeeta hai, na marta hai bata kyo bak bak bak bak bata kyo bak bak karta hai tere dil me mail hai tu mujhse, chaale chalta hai girgat ki bhanti tu pal me sau sau rang badlta hai jaan liya hai tuhjko maine kaahe chak chak karta hai mera dil dhak dhak dhak dhak mera dil dhak dhak karta hai dil ko dhobi ke paate par sabun se dhulwaya hai patak patak kar, is par tere pyar ka rang chadhaya hai dekh le bilkul saaf hai jaise shisha lak lak karta hai bata kyo bak bak bak bak bata kyo bak bak karta hai ek baar suno sarkar ek baar suno sarkar mera dil dhak dhak dhak dhak mera dil dhak dhak dhak dhak mera dil dhak dhak karta hai sau baar kaha bekar sau baar kaha bekar bata kyo bak bak bak bak bata kyo bak bak karta hai