SONG: Ek Baar Kaho Mujhe Pyaar Karte Ho - एक बार कहों मुझे प्यार करते हो

Ek Baar Kaho Mujhe Pyaar Karte Ho - एक बार कहों मुझे प्यार करते हो

LYRICS:
ek baar kaho mujhe pyar karte ho - karte ho main tumhe, mein tumse kya kahoon ek baar kaho mujhe pyar karte ho aankhen chura lo, khud ko chupa lo chup sakoge kahan, dil se na khelo chaho to le lo, pyar ka imtihan main tumhe, main tumse kya kahon ek baar kaho mujhe pyar karte ho ye jo ghadi hain, zid pe adi hai hai badoon badguman, zid apni chodo dil ko na todo, pyar se kah do haan haan main tumhe, main tumse pyar karti hoon