SONG: Ek Baar Jhalak Dikhalaa Ke, Isi Ka Naam Duniyaa Hai - एक बार झलक दिखला के, इसी का नाम दुनिया है

Ek Baar Jhalak Dikhalaa Ke, Isi Ka Naam Duniyaa Hai - एक बार झलक दिखला के, इसी का नाम दुनिया है

LYRICS:
ek bar jhalak dikhal ke hame kismat ka sitara dub gaya kashti to bechari kashti thi, pani me kinara dub gaya isi ka nam dunia hai isi ka nam dunia hai to dunia dekh li maine isi ka nam dunia hai kisi ki aarazu ka khun karke kya mila mujhko kya mila mujhko kisi ki aarazu ka khun karke kya mila mujhko kya mila mujhko ki apne dil ki dunia bhi ujadte dekh li maine ki apne dil ki dunia bhi ujadte dekh li maine isi ka nam dunia hai meri aankho ke aage lut raha tha qafila dil ka qafila dil ka meri aankho ke aage lut raha tha qafila dil ka qafila dil ka qayamat hai ki jite ji qayamat dekh li maine qayamat hai ki jite ji qayamat dekh li maine isi ka nam dunia hai meri andhi javani ne mujhe barbad kar dala barbad kar dala meri andhi javani ne mujhe barbad kar dala barbad kar dala kisi ki bevafai par luta di zindagi maine kisi ki bevafai par luta di zindagi maine isi ka nam dunia hai to dunia dekh li maine isi ka nam dunia hai