SONG: Ek Baar Dharti Par Aakar Dekh Zara Bhagwan - एक बार धरती पर आकर देख ज़रा भगवान

Ek Baar Dharti Par Aakar Dekh Zara Bhagwan - एक बार धरती पर आकर देख ज़रा भगवान

LYRICS:
ek baar dharti par aakar dekh jara bhagwan tere hatho aaj hua bardad tera insan dekh jara bhagwan aakar dekh jara bhagwan aakar dekh jara bhagwan ek baar dharti par aakar dekh jara bhagwan tere hatho aaj hua barbad tera insan aakar dekh jara bhagwan aakar dekh jara bhagwan julm kiya kyo palanhare chita bani hai dware-dware julm kiya kyo palanhare chita bani hai dware-dware ma ki godi aaj bani hai ek jalta shamshan ma ki godi aaj bani hai ek jalta shamshan dekh jara bhagwan aakar dekh jara bhagwan aakar dekh jara bhagwan bichhad gaya hai bahan se bhai, dulhan ki tuti shahnai bichhad gaya hai bahan se bhai, dulhan ki tuti shahnai haye pita ne marte dekha haye pita ne marte dekha apna putra jawan dekh jara bhagwan aakar dekh jara bhagwan aakar dekh jara bhagwan mandir ki ro rahi divare, hum sab ki ab yahi pukare mandir ki ro rahi divare, hum sab ki ab yahi pukare wahi hai dharti wahi gagan hai wahi hai dharti wahi gagan hai kaha tera iman dekh jara bhagwan aakar dekh jara bhagwan aakar dekh jara bhagwan kaise ho tum khevanhare, kashti dubi yahan kinare kaise ho tum khevanhare, kashti dubi yahan kinare kitne nirdosho ke nikle kitne nirdosho ke nikle tadap tadap ke pran dekh jara bhagwan aakar dekh jara bhagwan aakar dekh jara bhagwan tera dekha kub tamasha palat gaya kismat kaa pasa tera dekha kub tamasha palat gaya kismat kaa pasa badal dal ab naam tu apna badal dal ab naam tu apna o re daya nidhan dekh jara bhagwan aakar dekh jara bhagwan aakar dekh jara bhagwan aakar dekh jara bhagwan