SONG: Ek Anokha Gham Ek Anokhi Musibat - एक अनोखा ग़म

Ek Anokha Gham Ek Anokhi Musibat - एक अनोखा ग़म

LYRICS:
ek anokha gham ek anokha gham anokhi musibat ho gayi haye ek anokha gham anokhi musibat ho gayi jinko dekha tha mujhe unse mohabbat ho gayi jinko dekha tha mujhe unse mohabbat ho gayi haye ek anokha gham anokhi musibat ho gayi shath hai jinke chale jane ka gham to raat din shath hai jinke chale jane ka gham to raat din jab se aayi hai jawani ek mushbat ho gayi jab se aayi hai jawani ek mushbat ho gayi haye ek anokha gham anokhi musibat ho gayi pehle vo halat ke angaro pe hum to karte the jiya pehle vo halat ke angaro pe hum to karte the jiya ab to jamaana hum pe hasta hai ye haalat ho gayi ab to jamaana hum pe hasta hai ye haalat ho gayi haye ek anokha gham anokhi musibat ho gayi