SONG: Ek Abre Siyah Chaya - एक अब्रे सियाह छाया

Ek Abre Siyah Chaya - एक अब्रे सियाह छाया

LYRICS:
ek abre siyaah chhaaya aa ek abre siyaah chhaaya aa jaa mere saathhi teri yaad ne tadpaaya ik kaali ghataa chhaayi ik kaali ghataa chhaayi jaane kyun dil machlaa aur yaad teri aayi bulbul ne machaaya shor bulbul ne machaaya shor nazron mein mere siwaa jachta nahi koi aur ambuwaa pe koyal bole seene mein dard utthhe ambuwaa pe koyal bole seene mein dard utthhe aur meraa jiyaa dole anjaan zamaana hai anjaan zamaana hai zaalim ne mohabbat ko kya jaane kya jaana hai khushiyon ka zamaana hai khushiyon ka zamaana hai masum nigaahon mein ulfat ka fasaanaa hai kyun humse nigaah pheri kyun humse nigaah pheri aankhon ke pardo mein tasveer rakhi teri