SONG: Ek Abla Ne Tujhko Pukara - एक अबला ने तुझको पुकारा

Ek Abla Ne Tujhko Pukara - एक अबला ने तुझको पुकारा

LYRICS:
ek abla ne tujhko pukara dukhiyari ko dena sahara sun lo hey jagdambe mata jai jai hey jagdambe mata ek abla ne tujhko pukara dukhiyari ko dena sahara sun lo hey jagdambe mata jai jai hey jagdambe mata nari ka dukh nari jane or naa jane koi mata or naa jane koi chhod diya hai jisko jag ne kiske aage roye mata kiske aage roye ek abla ne tujhko pukara dukhiyari ko deba sahara sun lo hey jagdambe mata jai jai hey jagdambe mata itna mujhse paap hua hai maine kiya hai pyar maine kiya hai pyar is chhoti si bhul ke karan ruth gaya sansar mata ruth gaya sansar ek abla ne tujhko pukara dukhiyari ko dena sahara sun lo hey jagdambe mata jai jai hey jagdambe mata koi van ka phul bana hai koi gale ke dhul mata koi gale ke dhul jisne banaya dosh hai uska meri nahi hai bhul mata meri nahi bhul ek abla ne tujhko pukara dukhiyari ko dena sahara sun lo hey jagdambe mata jai jai hey jagdambe mata