SONG: Ek Aas Ek Aasaraa Hai - एक आस एक आसरा है

Ek Aas Ek Aasaraa Hai - एक आस एक आसरा है

LYRICS:
ko: ek aas ek aasaraa hai tere shyaam kaa aasaraa hai shyaam kaa ek dip raah me jale tumhaare naam kaa aasaraa hai shyaam kaa teraa ye jahaan yahaan meraa aur ko_i nahi yahaan meraa aur ko_i nahi su: tut gayi dor sabhi ek aas baaki rahi shyaam se milan ki aa_o shyaam sundar ab to shaam ho chali jivan ki more nain jhare naino roye jaise ghataa saavan ki aa_o shyaam sundar sakhi rain ghire dhire dhire rain ghire din to jaise-taise kate kaise kate ratiyaan nid aaye kaise jab se base akhiyan me akhiyaan ko_i jaane naa jaane naa mori baat ye lagan ki aa_o shyaam sundar