SONG: Ek Aag Laga Kar Chupke Se Ankho Ko Barasta Chhod Gaye - एक आग लगा कर चुपके से आँखों को बरसता छोड़ गये

Ek Aag Laga Kar Chupke Se Ankho Ko Barasta Chhod Gaye - एक आग लगा कर चुपके से आँखों को बरसता छोड़ गये

LYRICS:
ek aag laga kar chupke se aankho ko barsata chhod gaye tum unko manana o chanda wo pyar ka bandhan tod gaye paas unke hamara pyar nahi naiya hai magar patwar nahi paas unke hamara pyar nahi naiya hai magar patwar nahi ab kya karu ab jau kaha ab kya karu ab jau kaha wo bich bhawar me chhod gaye tum unko manana o chanda wo pyar ka bandan tod gaye ab raat milan ki raat nahi wo aaj hamare sath nahi ab raat milan ki raat nahi wo aaj hamare sath nahi do din na rahi hontho pe hasi do din na rahi hontho pe hasi yu hamse piya mukh mod gaye tum unko manana o chanda wo pyar ka bandan tod gaye ek aag lagakar chupke se aankho ko barasta chhod gaye tum unko manana o chanda wo pyar ka bandan tod gaye