SONG: Dushwar Zamane Me Garibo Ka Guzar Hai

Dushwar Zamane Me Garibo Ka Guzar Hai

LYRICS:
dushwar zamane me garibo ka gujar hai dushwar zamane me garibo ka gujar hai aawaz do aawaz do bhagwan kidhar hai dushwar zamane me garibo ka gujar hai dushwar zamane me hum jisko sunate to hai ashko ki jubani ashko ki jubani sunta hi nahi koi garibo ki kahani garibo ki kahani par yaad me tasir na aaho me asar hai par yaad me tasir na aaho me asar hai aawaz do aawaz do bhagwan kidhar hai dushwar zamane me garibo ka gujar hai dushwar zamane me aasha me nirasah ka sada hota hai darshan sada hota hai darshan jhutha hai zamana banta takdir bhi bairna banta takdir bhi bairna kya ham pe gujarti hai tujhe iski khabar hai kya ham pe gujarti hai tujhe iski khabar hai aawaz do aawaz do bhagwan kidhar hai dushwar zamane me garibo ka gujar hai dushwar zamane me dhanwalo udato gairbo ki hasi kyu garibo ki hasi kyu bhagwan na aayegi daya tujhko kabhi kyu daya tujhko kabhi kyu dunia se nahi tujhse to ummid magar hai dunia se nahi tujhse to ummid magar hai aawaz do aawaz do bhagwan kidhar hai dushwar zamane me garibo ka gujar hai dushwar zamane me